Saturday 27 August 2016

نَعُوْذُبِالله کارکنوں کا الطاف حسین کو امام حسین کہنے پر اینکر سید علی حیدر کی حالت کیا ہوئی



Nawasa Rasool (S.W.A) Hazrat Imam Hussain ki shahadat aalam islam ka karb naak saneha hai.aap ne deen ki bunyadi aqdam aur sachayi ke izhar ke liay maidan karbala main apna aur ahle bait rasool ki jano ka nazrana de kar deen-e-islam maidan karbala main aysa baab raqam kia jis ki nazeer milana na mumkin hai.app ki qurbani meraj dars gah insaniyat hai.waqiya karbala ke shahidon ne insaniyat ki azmat o jalalat ko wazah kia aur rehti dunya tak aisa namoonah pesh kiya,jis kisi bhe dor ka insan faramosh nahi kar sake ga. Imaam Aali moqam R.A ki qubani wafadari aur khloos ki aik azeem alamat hai.Aap ne zabardast tahammul aur burdbari se tamam masaib ko bardasht kia aur apni aankhon ke samne apne payaron ko shaheed hote dekha. AAP ne apne khoon sy had fasil qaim kr k yeh bata dia keh nizam islam ka asal namoonah kia hai.Aap ne apna sar kata kar Nana ki ummat ko bacha lia aur deen ka parcham sar buland kia.  ya hai mere Imam Hussain R.A ... 






Kya ho raha hy karachi main log altaf hussain ko itna bara samjhne lagy k 1 imam or jahil shaks main farq bhol gay 22 aug ko jo howa wo sub k samne hy altaf hussain ny karachi ka aman kharab kiya ya sub jante hain kuch chupa nai kisi sy karachi ki awam ab tu samjh he gai ho gi k kya sahe hy kya galat hy.  

Just watch the video….

No comments:

Post a Comment